Chaahiye kisi saaye mein jagah lyrics - love aaj kal

Chaahiye kisi saaye mein jagah lyrics - love aaj kal

Chaahiye kisi saaye mein jagah lyrics - love aaj kal


  • Singer : Darshan Raval, Antara Mitra 
  • Movie : Love Aaj Kal 
  • Lyricist : Irshad Kamil 
  • Music : Pritam 
  • Cast : Kartik Aaryan, Sara Ali Khan, Arushi Sharma, Randeep Hooda Mix And Master Shadab Rayeen 
  • Music Label : Sony Music India

Mehrama song from the movie Love Aaj Kal sung by Darshan Raval, Antara Mitra  music directed by Pritam while lyrics penned down by Irshad Kamil 




Mehrama song Lyrics - 

Chaahiye kisi saaye mein jagah
Chaaha bahut baar hai
Na kahin kabhi mera dil lagaa
Kaisa samajhdaar hai

Main na pohchun kyun wahaan pe
Jaana chaahun main jahaan
Main kahaan kho gaya
Aisa kya ho gaya

O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata

O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata

Jo shor ka hissa hooni
Woh aawaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main

Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
Bolo magar na baatein karun
Ye kya hoon main

Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyu khafa ho gaya

O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata




Post a Comment

0 Comments